CEMEX 2024 1506TV LETAST SOFTWARE 2022 SVA6 MENU - Reciever Update

Latest

Receiver Worldwide Updates

Aug 28, 2022

CEMEX 2024 1506TV LETAST SOFTWARE 2022 SVA6 MENU

1506TV CEMEX 2024 SOFTWARE 2022 NEW FEATURES ADDED 

Assalamu Alaikum doston aap log Sab maje Mein Honge hajre aapka bhai post ke sath aur aaj ke post mein main aap Logon ke sath share karne ja raha hun 1506TV ka naya software Jo ke 2022 Mein a gaya hai aur ismein aap logon ko bahut hi Jabardast feature dekhne ko Milte Hain ismein aap Logon Ko IPTV bahut Sare milane Wale Hain Jo ki aap log kids ko bhi dikha sakte hain Bina jajak yani cartoon aap logon ko bahut Sare channel dekhne ko milane Wale Hain iske alava aap Logon Ko ismein Sarvar ka option bhi diya gaya hai jo ki bahut Jabardast option Diye gaye hain aur ismein aap logon ko ek Khubsurat Black and White man hi mil Jaati Hai iske alava aap Logon Ko ismein क्या-क्या feature dekhne ko Milte Hain vah aap Logon ke sath mein Van bye Van Yojana niche likh leta hun aap log isko padh Le aur niche Kuchh picture bhi aap Logon ke sath share kar Leta Hun aap Logon bhi dekh le Uske bad download kar len aur uske bad Apne receiver Mein isko Install kar sakte hain कौन-कौन se feature hai vah aapke sath mein share karta hun

Software Name. Cemex 2024

Sunplus 1506TV Sva6

Build Date 9/06/2022

Iptv Xtreme,Free Iptv,Top 10 Iptv,zed Network

Severs Nshare , Nshare pro ,koora,zed share,dqcam

ID.... 13 52 ff



Screenshot 







UPGRADE KARNA TARIQA

Ji doston aap Logon ke sath Maine jo hai na picture share Kar Li Upar download link Diya Hua Hai vahan se aap log isko download kar sakte hain aur uske bad Jab isko aap log download kar lenge to aap Logon Ne lajmi Se is software ki customer ID Apne receiver ke sath main Jarur karni hai aur jab aap match Karenge to aap Logon Ne FIR Uske bad isko SD card ya FIR USB mein dalkar upgrade kar lena hai Iski customer id aap log kaise change Karenge vah bhi aap Logon Ko Main Bata Dun aap Logon Ne Google Play Store se hex editor Ko download kar lena hai uske bad aap Logon Ne is software ko Uske jarie edit kar lena hai aur apni Jo receiver ki customer ID hai aap Logon Ne is software ke andar add kar leni hai uske bad aap Logon Ne sev kar lena hai aur dobara se aap Logon Ne upgrade karna hai kar lena hai is tarike se aapke Pass Jo Hai no match file  ka error Nahin aaega               

No comments:

Post a Comment