STARSAT (U38) GX6605S NEW SOFTWARE UPDATE 2022 - Reciever Update

Latest

Receiver Worldwide Updates

Aug 23, 2022

STARSAT (U38) GX6605S NEW SOFTWARE UPDATE 2022

GX6605S NEW SOFTWARE 2022 NEW FEATURES AND BEAUTIFUL MENU 


Assalamu Alaikum Dosto aap log Sab maje Mein Honge hajir hai aapka bhai ek naye post ke sath aur aaj ke post mein main aap Logon ke sath fir se share karne ja raha hun starset GX 6605 ka naya software jismein aap Logon Ko ek to Jabardast Feacher dekhne ko Milenge Uske alava aap Logon Ko Yahan per Kuchh naye option bhi dekhne ko Milenge jo ki pahle software mein aapko dekhne Ko Nahin mile the dusri Baat doston main aap Logon ke sath yah share kar lun bahut Sare bhai jaan Sawal kar rahe hain ki bhai sahab Gx ka yah kaun sa version hai aap Jara Hamen Bata den to doston main aapko yah Bata Dun ki Gx mein bahut se kismen isliye main use per Ek alag post aap Logon Ko likhkar bataunga filhal aap Logon Mein is software ke bare mein batata hun ki ismein aap Logon Ko क्या-क्या feature dekhne ko Milte Hain aur ismein kaun si chij work hai aur kaun si chij work Nahin Hai vah Puri detail mein aapko batata hun sath mein main aap Logon ke sath Iske Kuchh pictures bhi Share karunga jisse aap Logon Ko Pata Chal Jaega ki ismein aapko क्या-क्या dekhne Ko Milta Hai

-> Software name STARSAT u38

 

-> Build update Date 22/02/2022

 

-> Wifi Version 7601

 

-> Available Server    Cccam,Forever,plus,NewCs,Canal

 

-> Software add     YouTube,Tiktok,Weather

 

-> New FEATURES  Sat.               2ip,Dlna,SuperCast




SCREENSHOT 






INSTALLATION TUTORIAL 

To doston aapke sath Maine picture bhi share kar liye aur sath mein aap Logon Ko Maine download ka link bhi De Diya Hai vahan se jakar aap log is software Ko download kar sakte hain aur apne receiver Mein isko agar aap install nahin kar sakte to main aapko Tarika Bata Dun ki aapane is software ko Upar link Se download kar lena hai Iske bad aap Logon Ne Google Play Store se hacks editor ko lajmi Se download kar lena hai uske bad is software ko usmein edit karke Apne receiver ki customer ID ke sath match kar lena hai aur aapane FIR usko Kisi SD card ya USB Mein dalkar Apne receiver Mein upgrade kar dena hai to is tarike se aapke sath Koi masala Nahin aaega aur aapke pass yah software aaram se upgrade ho jaega

No comments:

Post a Comment