How to Recover GX6605S Red Light and Dead Board - Reciever Update

Latest

Receiver Worldwide Updates

Oct 30, 2022

How to Recover GX6605S Red Light and Dead Board

GX6605S Red Light and Dead Motherboard Solution and Recovery with Usb Software 


Red light Kyon aur kaise a jata hai

Doston aapko pata hai ki aapka receiver red light Mein Kyon Chala Jata Hai Iske bare mein main aap logon ko aaj bataunga ki red light Hota kya hai aur yah Kis vajah Se ho sakta hai Sabse pahle to main aapko Bata Dun ki red light per receiver Jab jata hai To usmein aap log ya to galat software install kar lete ho ya FIR bich Mein light Chali Jaati Hai Jiski vajah se aapka receiver ka flash IC mein Aadha software ho jata hai aur Aadha Nahin Hota Jiski vajah se ya to vah red light per Chala Jata Hai Ya FIR Booting per ruk jata hai

Reciever Software karte waqt kin Baton ka Khyal Rakhna chahie


Doston Jab Bhi aap receiver mein software install Karte Hain to use Waqt aapko ine do Baton ka Yad Rakhna chahie sabse pahle main aapko Bata Dun ki aapane yah dekhna hai ki yah software aapki receiver ke liye banaa hai ki nahin iski customer ID aapki customer ID ke sath match kar rahi hai han Agar kar rahi hai to Iske bad aap Logon Ne Kya Karna Hai ki software use time aap Logon Ne update karna hai receive Aur Main Jab aapko Pata Ho ki light jaane ka time nahin hai aur Yahan per Mujhe Koi dikkat Nahin Aane wali light ki taraf se to tab aapka receiver Bach sakta hai yah chij aap Logon Ne Jehan Mein Rakhna hai ki light jaane ka time to nahin hai ki mera receiver Mein Koi Gadbad na a Jaaye

Kya hum red light or deadboard Dobara se theek kar sakte hain


Ji han doston isko ham Dobara se theek bhi kar sakte hain aur Agar red light Mein chala jaaye To Ham isko recover bhi kar sakte hain aur ded board ko Kis Tarah aap Logon Ne recover karna hai uska solution Mein Main aapko batata hun Kyunki aapka bahut kharab Nahin hua hai aapki sirf Aisi kharab Hui Hai To Ham do chijon ke bare mein baat karenge

  • Agar aapka receiver red light per chala gaya hai To usko recover kar sakte hain Ek software ke jarie Jo ki main aap Logon ke sath share kar raha hun is post mein

  • Dusri Baat Agar aapka motherboard ded ho chuka hai to Uska Bhi solution main aapko batata hun aapane Apne paise Jyada Nahin karne aapka board bilkul okay hain just aap Logon Ne Les IC ko change kar lena hai jo ki takriban 200.250 Rupee ki change ho jayegi aur aapka receiver Dobara se okay ho jaega



Red Light and Boot Error Recovery


To doston is red light Jo Idhar Hai Isko Ham recover kaise karen vah aapko bhi batata hun usko recover karna bahut hi Aasan hai aap Logon Ne Kya Karna Hai Ki Apne receive ko off kar lena hai complete aur niche Jo software Maine Diya Hua Hai use per download link per click karna hai aur kuchh second ke liye aapko vate karna padega Jab aapke pass downloading Lekar a jaega To aap log se is recovery software Ko download kar lena hai aur is recovery software Ko download karne ke bad aap log Bane usko Apne USB Mein ya SD card mein dalkar Apne receiver Mein lagana hai aur Yad Rahe ki aap log bane Khali yani format hua card jismein yah software Hoga sirf recovery.in Naam Se Uske bad Apne receiver ko aap log ne on kar lena hai to aapke pass yas aur no ka option A Jaega direct aap Logon Ne yas per click karna hai aur aapka Jo 6605 S receive Karen vah record ho jaega aur apne Wapas software mein a jaega Baki agar aap Logon Ko Sawal Ho to aap log niche comment box Mein Mujhse poochh sakte hain




1 comment:

  1. Sir main ne Apne receiver 6605 main ek zoom signal Wala software kia hai pr is software main vifi ka option nahi hai aur ab is pe dosra koi bhe software nahi ho rha please help me

    ReplyDelete